Thursday 20 June 2013

Khali Salam Dua lyrics from Shortcut Romeo Movie Song



 Khali Salam Dua lyrics from Shortcut Romeo : Khali Salam Dua song is sung by Mohit Chauhan and composed by Himesh Reshammiya. Khali Salam Dua lyrics is written by Shabbir Ahmed. This lyrics is totally viewed 790 times. The fully detailed Lyrics of Khali Salam Dua is availlable here in written form. Download it to your device. If you like this lyrics, comment below.
Song name:Khali Salam Dua
LyricistsShabbir Ahmed
Music DirectorHimesh Reshammiya
SingerMohit Chauhan
CastsNeil Nitin Mukesh, Ameesha Patel, Puja Gupta, Rajesh Shringarpure, Jatin Grewal, Ashutosh Kaushik, Errol Marks, Meherzan Mazda, Vrajesh Hirjee, Mumaith Khan, Himesh Reshammiya
Year2013


 Khaali Salam Dua Lyrics 


Tumse mil ke maine jaana
Ishq kya mohabbat kya
Bhool baitha sub kuchh main to
Din kya, raat kya
Chaahat mein..

Khali salam dua mulaakat mein
Chehre ki rangat
Badal rahi hai teri sohbat mein..
Khaali salaam dua mulaakaat mein
Chehare ki rangat
Badal rahi hai teri sohbat mein..

Yeh tune kya kiya
Yeh tune kya kiya
Duba main dil ki jannat main
Khali salam duaa mulakat main
Chehre ki rangat
Badal rahi hai teri sohbat mein..

Jo khaalipan tha
Jo soona mann tha
Woh khil utha hai jaane khuda
Badal raha hai har ek mausam
Bechain dil ka jaane khuda
Jaane khuda, jaane khuda..

Tumse mil ke maine jaana
Josh kya junoon hai kya
Bhool baitha sab kuchh main to
Chain kyaa sakoon kyaa
Chaahat mein..

Khali salam dua mulaakat mein
Chehre ki rangat badal rahi hai
Teri sohbat mein..
Khaali salaam dua mulaakaat mein
Chehare ki rangat badal rahi hai
Teri sohbat mein..

Jo badh raha hai dilon ka rishta
Woh badhtaa jaaye hai ye duaa
Tute kabhi na ye silsilaa ab
Saari umar hai ab ye duaa
Hai ye duaa.. Hai ye duaa

Tumse mil ke maine jaana
Rang kya roop kyaa
Bhool baitha sab kuch main to
Chhanv kyaa dhoop kyaa
Chaahat mein..

Khali salam dua mulaakat mein
Chehre ki rangat
Badal rahi hai teri sohbat mein..

Khaali salaam dua mulaakaat mein
Chehare ki rangat
Badal rahi hai teri sohbat mein..
 
 

No comments:

Post a Comment